Age: 125
6765 days old here
Total Posts: 147
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mare pas words nahi hain king ke main aap jasey dost per kin words main fakher karon nice v nice dil khush ker diya per sorry mujhe bazaree lerki ka nahi pata koi iske mening tu bata do ye bazari lerki kya hoti hai?
Age: 125
6765 days old here
Total Posts: 147
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wow king kya baat hai arey javad bhaaaaaaaaaai ye king ko kya ho gya hai ye tu buhat samujhdar ho gya hai yani ye bacha tu kafi bara ho gya hai kya khiyal hai paa jee
Age: 125
6765 days old here
Total Posts: 147
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KING OF JB said:
Hmm piyar k do bol ya to ya bol kisi ki zindagi bana daytay hain ya kisi ki zindagi ujar daytay hain lefzo main wo takat hotti hain jis ka andaza hum nahi laga saktay zera soocho k manay jo ya sub likha han es main tumhain duniya jahan k rung nazer aey gay kahnay ko to ya bol bayjaan see cheez hain jo likhay hain manay lakin ager gor kero to ya ek jandar cheez hain lafzo k sath zinda nazer atay hain
oyee ya sub manay likha
buhat suchi aur gehri baat ki aap ne king,ye 2 bol ager zindagi sanwarey tu us se khubsurat zindagi koi nahi ager ye 2 bol zindagi ujarey tu phir zindagi main kuch nahi bachta
Age: 125
6765 days old here
Total Posts: 147
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
javad said:
mahi jee said:
javad said:
Hi,,,how r all...
zara mujhy apnay bary main ap logo k opinion chahye.. agar app mujhsy nafrat..ya koi meri baat apko buri lagti hai to wo kia hai aur kion...
zara sachi sachi tell karen..
mare liye tu ye buhat mushkil sawal ha
oye itni nafrat.hai.. hain...? k abb jawab dena hi mushkil hogya...
nahi javad aisi baat nahi baat kuch yun hai ke aap se tu abhi dosti shoroh hoi hai abhi tak aap main mujhe kuch aisa dikhai nahi diya ke jis se nafrat ki jaye paa jee tusi tey great o
Age: 125
6765 days old here
Total Posts: 147
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
buhat long time se jb per pics dekha kerti thi phir life main kuch aisi tragedies hoti chali gain ke dil totey totey ho gya main ne logon se milna he chor diya phir tanhai door kerne ke liye yahan agai ab aap logon ne mujhe jb main accept kya ya nahi per mujhe yahan ana acha lagta hai tanhai ko door kerne ke liye